Adnan Khan | Organizer
Adnan Khan | Organizer
Main is waqt ek sakht maali mushkil ka shikaar hoon aur ma apni family bunyadi zarooriyaat puri karna bhi mushkil ho gaya hai. Main ne aik shakhs se qarz liya tha, jiski asal raqam 85,000 rupay thi. Mushkilaat ki wajah se main bar-waqt installment nahi de saka, jis ki wajah se ab yeh raqam barh kar 1,20,000 rupay ho chuki hai. Mere paas mazid adaigi ka koi zariya nahi hai aur main bohut pareshan hoon. Baraye meharbani meri is mushkil se nikalne mein madad karein taake main apna qarz chuka sakoon
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.