Ameer Hamza Hamza | Organizer
Ameer Hamza Hamza | Organizer
Assalam-o-Alaikum,
Mera naam Ameer Hamza hai aur main Lahore se apni taleem aur skills ko aage barhane ki koshish kar raha hoon. Is waqt mujhe apne agle semester ki fee jama karwane ke liye PKR 350,000 ki zaroorat hai.
Hamare ghar ke mojooda halaat aise hain ke itni bari raqam aik saath arrange karna mere aur mere ghar walon ke liye bahut mushkil ho raha hai. Main apni parhai aur practical skills dono par poori mehnat kar raha hoon taake apna mustaqbil mazboot bana sakoon aur apne ghar walon ke liye aasani paida kar sakoon. Lekin fee poori na hone ki wajah se meri taleem ka silsila rukne ka khatra hai.
Main har us shakhs ka dil se shukriya ada karta hoon jo meri is koshish mein mera saath dega. Agar aap choti si raqam bhi contribute kar saken ya is campaign ko apne doston aur family ke saath share kar dain, to yeh mere liye bahut bara sahara hoga.
Allah aap sab ko iski behtareen jaza de aur aapke rizq aur waqt mein barkat ata farmaye.
JazakAllah Khair.
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.
Our team is here for you. Choose how you would like to reach us.