Zehra Ali | Organizer
Zehra Ali | Organizer
Assalam o Alaikum,
Mera naam Zehra hai. Main aik gharelu khatoon hoon aur meri family iss waqt bohat mushkil halat se guzar rahi hai. Ghar ke kharch aur bachon ki zarooriyat poori karna bohat mushkil ho gaya hai. Ramzan ka mubarak mahina qareeb hai, lekin hamare paas itne wasail nahi ke hum rashan aur zaroori saman khareed saken.
Main aap sab se guzarish karti hoon ke iss Ramzan hamari madad karein takay hum bhi izzat ke sath roza rakh saken aur apne bachon ke liye do waqt ka khana hasil kar saken. Aap ki choti si madad bhi hamare liye bohat bari sahara hogi.
Allah Ta’ala aap ke maal mein barkat ata farmaaye aur aap ko iska behtareen ajar de. Ameen.
JazakAllah Khair.
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.