Rehan Yousuf | Organizer
Rehan Yousuf | Organizer
Assalam o alikum. Jb insan ALLAH PAK ko bhool jata h to pareshan ho jata h .phr Allah us bandy ko aazmaish me dalta h bss who hi azmaish insaan ko bht hi majbour kar deti h .who majbouri insaan sy kya kya nhi karvati bss ALLAH PAK kisi ko bhi majbour na kary .or is duinya me bss apna hi mohtaj rakhy kisi bhi insan ka mohtaj na kary y duinya insan sy who who karva deti h jis ka usy gumaan bhi nhi hota .or ghalti sy jo ghareeb ghar me peda hota hota h uski zindagi bht hi muskil hoti h majbouri uski zindagi ka libass bun jati h or jis k sar per saya na ho who lachar insaan to khilona bun jata h is duinya k liye Allah pak sub ki mushkil aasaan kary Ameen
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.