Shakir Ali | Organizer
Shakir Ali | Organizer
Me aik ghareeb baap Hun mere 6 bachay hain rent Ka Ghar hai or me Akela kamane wala Hun jop KRTA Hun lakin bohat zyada mushkil SE guzara hota hai Kae din bager khay guzar jaty hain me jop k sath apna koi kaam krna chata Hun koi Asia khuda Ka Banda mere itne help kr de k me koi apna chota sa kaam shuru kr sakoun or apna or apne bachon Ka peat paal sakoun or apni beyteyon ki shadi kr sakoun apni Zindagi me. mere 4 beateyan hain me mehnat SE nahe ghabrata bas apna koi kaam ho jay agar koi bhi khuda ki raza k leye mujhe koi kaam krwa den to us k ajar us ko khuda zaror de ga insha'Allah mere sab Kuch Mera khuda janta hai me ne koi bhi baat jhot nahe likhe bas safed posh bands Hun kise SE Kuch nahe Kaha na manga abhi bhi khuda k bharose likh dia hai ab Mera khuda Jane keya ho ga shayed koi farishta bhej de Mera khuda
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.
Our team is here for you. Choose how you would like to reach us.