Muhammad Abbas | Organizer
Muhammad Abbas | Organizer
Mera naam abbas hai. Main is waqt apni zindagi ke bohat mushkil daur se guzar raha hoon. Main ek chhota sa business karta tha lekin kuch financial problems ki wajah se mera kaam ruk gaya hai.
Ghar ke kharch, zimmedariyan aur business loss ki wajah se main bohat pressure mein hoon. Maine bohat koshish ki khud handle karne ki, lekin ab situation aisi ho gayi hai ke mujhe aap logon se madad mangni par rahi hai.
Mera sirf yeh goal hai ke main dobara khara ho sakoon, apna kaam restart kar sakoon aur apne ghar walon ka sahara ban sakoon.
Aap ki chhoti si madad bhi mere liye bohat badi umeed ban sakti hai.
Allah aap sab ko iska ajar de. Ameen.
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.