Shahzad Hussain | Organizer
Shahzad Hussain | Organizer
Assalam walekum bhai main welding job karta tha or Kafi time sa shop wale ka pas Kam na honi ka waja sa job sa Nikal deya ha jis ki waja sa makan ka rent aor rashan late tha jis shop sa os ka qarz ho gaya ha. Jo main Nahin da a Raha or log ghar Khali Karne ka Keh rahe hain or dokan Wala Bhai paisa Mang Raha ha main Nahin da pa Raha jis ki waja sa Ghar a kar shor sharaba kar rahe hain hum Ghar wale bahot preshan han please hamri help kar dain
Support us. Donate today.
Here's what's new:
Organizer
Contact
Beneficiary
Your donation's impact matters to us, we hold ourselves accountable.